SPSC Urdu MCQs Notes and Papers

1. “Udaas Naslain” kay musannif ne ______ jaisa zakheem novel bhi likha hai.
Nadaar log

2. “ban ki chirya” kay shair kon hain?
Majeed Amjad

3. “Black out” kay takhleeq kar ——– hain.
Faiz

4. “Announcer” kay khaliq hain?
Mukhtar Saddiqui

5. “Punjabi Zamindar ka qissa” ——– me shamil hai.
jo options di hain paper mein un mein se koi nae.

6. “Deevan” kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.
barg e nay

7. “Chand hum asr” me _______ khakay hain.
24

8. “Khizar-e-Raah” Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.
bang e dara

9. “Khakim Badhin” kay debaachay ka unwaan hai?
dast e zulaikha

10. “shab-e-rafta” ka intisaab kis kay naam hai?
subh e Nau

11. “Udaas Naslain” kay _____ abwaab hain.
50

12. “Maai Gul Bano” ka musannif hain——–.
Ahmad Nadeem Qasmi

13. “Kapaas k Phool” me kitnay afsaanay hain?
17

14. “Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya
Khara or khota alag kar dikhaya” kis ka shair hai?
Haali

15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.
Dr.khawja Zikriya

16. “Aab-e-gum” or “Zargushat” kay musannif ka naam?
Mushtaq Ahmad Yousafi

17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.
Naeem

18. “Zindagi” ka ta’luq kis sinf-e-adab se hai?
Tamseel

19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.
seemi

20. “Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.
Hayat e Javed

21. Novel “Udaas Naslain” ko 50 abwaab or ——- hisson me taqseen kiya gaya hai.
4

22. “Raftagan” kis shaair ki nazm hai?
Majeed Amjad

23. Nazm “Peshru” kis shairi majmooay me hai?
Shab e Rafta

24. Musaddas kay band me kitnay shair hotay hain?
6

25. “Chand Hum Asr” kay mozuaat ——- hain.
khaakay

26. “Saqi Nama” —– ki nazm hai.
Iqbal ki (Baal e jibreel)

27. “hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand
ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me” kis ka shair hai?
Ghalib

28. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?
Nasir Kazmi

29. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?
4

30. “Khakim Badhan” me mazhahiya —— hain.
Khakay

31. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?
6

32. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?
Ghalib

33. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?
4

34. “tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh
teray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi” kis ka shair hai?
Iqbal

35. Raja Gidh novel me gidh kya hai?
alamat

36. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?
a) yusfi b) ahmed nadeem qasmi c) bano qudsiya

37. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par qurbaan na kiya.
a) qasmi b) yusfi c) bano qudsiya

38. “Raja Gidh” or “Udaas Naslain” me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.
Tawalat

39. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.
Daihi(rural)

40. “Durayat” kay asool kis kitaab me hain?
a) Chand hum asr b) zindagi c) Seerat-un-Nabi (pbuh)

Share this;